Posts

Showing posts with the label 10 Aisi Baate Jo Har Musalman ko Janni Zaruri Hai

10 Aisi Baate Jo Har Musalman ko Janni Zaruri Hai | Deen Islam ki Baate

Image
Aaj hum sab Deen islam ki baato me ye jaane ki kya wo 10 baate hai jo har musalman ko jaanna zaruri hai.  Ye 10 baate wo hai jo hum daily karte hai par hame ye pata nahi hota ki hamari baate sahi hai ya galat or aise hum sab chhoti badi bahut si galtiyaa kar jate hai jo galtiyaa karne ki ijazat hame islam nhi deta to aaiye ab hum Deen Islam ki Baato me wo 10 baato ko sikhe. 1. Maa Baap ki khushi se Allah ki Khushi hai or agr Maa Baap naraz hai to Allah bhi naraz hota hai isliye hame apne Maa Baap ki khushi ka khayal rakhna chahiye. 2. Hazrat Abu omama RaziAllaho Anho se riwayat hai ki Hamare Nabi ne farmaya hai Maa Baap teri zannat bhi hai or dozakh bhi isliye kabhi apne Maa Baap ka dil na dukhao. 3. Haram ya sudh khane wale ki Dua Allah qubool nhi karta hai or uski rozi me barkat nahi hoti. 4. Jisne apni Namaz ki fikar chhori Allah ne uski fikar chhori isliye har musalman ko namaz pabandi se padhna chahiye. 5. Har Farz namaz ke baad Aaytal kursi padhne wale shaqas ki z...