Hamare Pyare Nabi Hazrat Muhammad Mustufa S.A.W. ka naam Ahmad or Muhammad kisne rakha tha ? | Deen Islam ki Baate
Hamare Pyare Nabi Hazrat Muhammad Mustufa S.A.W. ka naam Muhammad unke Dada Abdul Mutalib ne rakha tha. Or unka Ahmad naam unki walida Bibi Amina ne rakha tha. Muhammad ka mana hota hai jiski khub tarif ki jaye. Ahmad ka mana hota hai Allah ki tarif karne wala.