Sadqa Kaise Dena Chahiye | Deen Islam ki Baate
Sabqa is duniya ki sabse behtarin amal hai Sadqa de kar har musibato ko tala jaa sakta hai Eak hadees sharif me Allah ne farmaya hai ki zameen par badi se badi takatwar chize maujud hai par sabse jyada takatwar chiz Sadqa hai isse har musibato ko roka jaa sakta hai Sadqa dene se jahanam ki aag thandi hoti hai, har aafat balaye dur hoti hai, or Allah ka aazab dur hota hai is pure qaynat ki sabse behtarin amal Sadqa hai To insan ko chahiye ke Sadqa karte rahe ab aaiye ham apko btate hai Sadqa kaise karna chahiye Har insan apne apne tarike se Sadqa deta hai jaise sar se war ke, hath se war ke, lita kar war ke, baitha kar war ke par ye sare tarike galat hai Sadqa dene ka sahi tarika bas ye hai ki aap niyat kare or Sadqa de de Allah sabke dilo ko janta hai sabki niyate janta hai isliye bas niyat kare or Sadqa de de jo bhi aap dena chahte hai rupya paisa ya khane ki chize ya kuchh bhi de sakte hai apne aukat ki mutabik q ke ...