Aaj kal hamare muaashre me har chhote bade budhe ko dard hoti rahti hai kisi ke sar me to kisi ke hath pair me aap sabhi ke is takleef ko dekhte huye aaj ham Deen Islam ki Baate ke zariye apko eak dua btane jaa rahe hai ye Dua hamare Nabi ne apne eak sahabi ko batayi thi Insha Allah is Dua ke zariye apki har tarah ki dard se apko shifa melega To aaiye aaj ham Deen Islam ki Baate me wo Dua jane jo hamare har tarah ke dard ko dur karegi or hame shifa degi dua batane se pahle eak baat jan le yakin or amadah bahut zaruri hai ye hamare undar hona chahiye Hamare Nabi Hazrat Muhammad Mustafa (s.a.w) ne farmaya hai Apko jaha v dard hai waha hath rakh kar 3 baar Bismillah padhe phir 7 bar ye dua padhe Insha Allah is dua ko par kar aap apne har dard kaa ilaj kar sakte hai. ...
Deen Islam ki Baato me aaj hum apke liye laye hai ki muharram ka chand dekh kar kaunsi dua padhe to dosto aaj mai ap sab ko Deen Islam ki Baato ke zariye se btaungi Ye Dua padhne se apki har Jayez dua qubool hogi Insha Allah ye du Hamare Nabi Hazrat Muhammad Mustufa (s.a.w) padha karte the To aap sab bhi is dua ko eak baar zarur padhe Insha Allah aap sabki har jayez dua qubool hogi ye khas din saal me bas eak din aata hai or isse aise hi nahi jane de Jaisa ki aap sab jante honge muharram ka mahina Islam ka pahla mahina hai Muharram ka mahina bahut hi fazilato or barkato wala mahina hai to hum logo ko chahiye ki is mahine me jyada se jyada ibadat kare apko karna ye hai ki muharram ka chand dikhne ke baad yaa apko dikhe nhi kahi se khabar mile ke chand dikh gaya hai to sabse pahle wazu kar ke eak jagah baith jaye or ye dua padhe Insha Allah ye dua ki barkat se apki har pareshani dur hogi apki har nek hajat puri hogi Is amal ko karne apke roz...
Masha Allah
ReplyDelete